Son to Dad : Papa Main Itana Bada kab hounga ki Main Mummy se Bina puche Bahar Ja saku ?
Papa : Beta itana bada to mai bhi nahi hua !!!
Autowala : Sahab 100 Rs. Ho gaye.
Santa ne 50 Rs. Autowale ko De diye..
Autowala : Sahab ye to Gundagardi hai, meter k hisab se 100 Rs hua hai.
Santa : Tu bhi to Baithkar Aaya hai, Tera Kiraya bhi kya Mujhe Dena padega !!!!
No comments:
Post a Comment